Tekil Mesaj gösterimi
Alt 08.04.2017, 00:22   #1 (permalink)
Papatya

Kullanıcıların profil bilgileri misafirlere kapatılmıştır.
Standart Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon Ek Baar Phir Saiyaan ve Sözleri Tatlı Bela Ashta & Shlok

Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon Ek Baar Phir Saiyaan ve Sözleri Tatlı Bela Ashta & Shlok

tatlı bela, tatlı bela saiyaan ve , Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon Ek Baar Phir, tatlı bela ashta ve shlok , Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon Ek Baar Phir saiyaan ve sözleri sözleri ,
Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon Ek Baar Phir saiyaan ve dinle


Heere moti main na chahoon
Main to chahoon, Sangam tera,
Mai to teri saiyaan, tu hai mera,
Saiyaan, saiyaanaaaaaaaaaan
Tu jo choole pyaar se, araam se mar jaaun
Aaja chanda baahon mein tujhmein hi ghum ho jaaun mai,
Tere naam mein kho jaaun,
Saiyaan, saiyaaaaaaaaaaaaan.

Mere din khushi se jhoome gaaye raatein.
Pal pal mujhe doobayein jaatein jaatein,
Tujhe jeet jeet haaroon, yeh pran-pran waaru,
Haye aise main niharu, teri aarti utaaru.
Tere naam se jude hai saare naate,
Saiyaan, saiyannnnn..
Banke maala prem ki, tere tan pe jhar jhar jaaoon
Baithun naiyan preet ki sansaar se har jaoon main,
Tere pyaar se tar jaaoon
Saiyaan, Saiyannnnn

Yeh naram-naram nasha hai badhta jaaye.
Koi pyaar se ghunghatiya deta uthaye,
Ab baawara hua mann,
Jag ho gaya hai roshan,
Yeh nayi-nayi suhagan,
Ho gayi hai teri jogan,
Koi prem ki pujaran mandir sajaye.
Saiyaaan, Saiyaaaaaaaan (2)
Heere moti mai na chahu mai to chahu sangam tera,
Mai na jaanu, tu hi jaane mai to teri, tu hai mera...(2)
Mmai to teri......
Ttu hai meraaa..



Papatya isimli Üye şimdilik offline konumundadır Alıntı ile Cevapla